Song Credits__Song_ Pardesi Pardesi_Movie_ Raja Hindustani_Singers_ Udit Narayan Alka Yagnik Sapna Awasthi_Music Director_ Nadeem-Shravan_Lyricist_ Sameer__Lyrics__Main Yeh Nahin Kehti Ke Pyaar Mat Karna_Kisi Musafir Ka Magar Aitbaar Mat Karna_Pardesi Pardesi Jaana Nahi_Pardesi Pardesi Jaana Nahi_Mujhe Chhod Ke Mujhe Chhod Ke_Pardesi Pardesi Jaana Nahi_Mujhe Chhod Ke Mujhe Chhod Ke_Pardesi Mere Yaara Vaada Nibhana_Mujhe Yaad Rakhna Kahin Bhool Na Jana__Pardesi Pardesi Jaana Nahi_Pardesi Pardesi Jaana Nahi_Mujhe Chhod Ke Mujhe Chhod Ke_Pardesi Mere Yaara Vaada Nibhana_Tum Yaad Rakhna Kahin Bhool Na Jana_Pardesi Pardesi Jaana Nahi_Mujhe Chhod Ke Mujhe Chhod Ke__Maine Tumko Chaaha Tumse Pyaar Kiya_Sab Kuch Tum Pe Yaar Apna Vaar Diya_Maine Tumko Chaaha Tumse Pyaar Kiya_Sab Kuch Tum Pe Yaar Apna Vaar Diya_Ban Gayi Jogan Maine Preet Ka Jog Liya_Na Socha Na Samjha Dil Ka Rog Liya__Pardesi Mere Yaara Laut Ke Aana_Tum Yaad Rakhna Kahin Bhool Na Jana_Pardesi Pardesi Jaana Nahi_Tu Jaana Nahi_Pardesi Pardesi Jaana Nahi_Re Jaana Nahi_Mujhe Chhod Ke Mujhe Chhod Ke_Mujhe Chhod Ke Mujhe Chhod Ke__Bhool Na Jaana Bhool Na Jaana_Bhool Na Jaana Ooo_Har Pal Meri Yaad Tumhein Tadpayegi_Main Jagunga Neend Tumhein Na Aayegi_Har Pal Meri Yaad Tumhein Tadpayegi_Tadpayegi_Main Jagunga Neend Tumhein Na Aayegi_Chhod Ke Aise Haal Mein Jo Tum Jaaoge Tum Jaaoge_Sach Kehta Hoon Jaan Bahut Pachhtaoge_Pardesi Mere Yaara Mujhe Na Rulaana_Tum Yaad Rakhna Kahin Bhool Na Jana__Pardesi Pardesi Jaana Nahi_Pardesi Pardesi Jaana Nahi_Mujhe Chhod Ke Mujhe Chhod Ke_Pardesi Mere Yaara Vaada Nibhana_Mujhe Yaad Rakhna Kahin Bhool Na Jana_Pardesi Pardesi Jaana Nahi_Mujhe Chhod Ke Mujhe Chhod Ke__Pardesi Pardesi Jaana Nahi_Mujhe Chhod Ke Mujhe Chhod Ke_Pardesi Mere Yaara _Haan Vaada Nibhana_Pardesi Mere Yaara _Haan Laut Ke Aana_Mujhe Yaad Rakhna Kahin Bhool Na Jana_O Mere Pardesi Jaana Nahi_Mujhe Chhod Ke Mujhe Chhod Ke_O Mere Pardesi Jaana Nahi_Mujhe Chhod Ke Mujhe Chhod Ke__ PardesiMereYaara VaadaNibhana RajaHindustani UditNarayan AlkaYagnik SapnaAwasthi AamirKhan KarismaKapoor NadeemShravan 90sRomanticSongs BollywoodLoveSongs OldHindiSongs EvergreenHindiSongs ClassicBollywood RomanticHindiSongs