Surprise Me!

Kya Aap Ka Ramzan Bhi Sirf Scroll Aur Neend Mein Guzar Raha Hai?

2026-02-15 5 Dailymotion

Ramzan sirf bhook aur pyas ka naam nahi, balkay apni rooh ko jaganay ka mahina hai.
Agar hum apna Ramzan sirf mobile scroll karte, reels dekhte aur sote hue guzar dein, to phir roza humein badalne ka kaam kaise karega؟
Sochiye… kya hum ne is mubarak mahine ka haq ada kiya?
Aaj waqt hai apne Ramzan ko maqsad, ibadat aur khud ki islah se bharne ka.