Surprise Me!

Anurag Thakur ka 'Machhli' Prem! 🐟 Bengal me 'Kattar Sanatani' neta ne uthaya bangaali macchi ka lutf #AnuragThakur #ZyroNews24

2026-04-21 0 Dailymotion

Bengal ki rajneeti me khan-pan hamesha se ek bada mudda raha hai, lekin is baar BJP neta Anurag Thakur ka ek video charcha me hai!
​Khud ko 'Kattar Sanatani' batane wale BJP neta Anurag Thakur jab Bengal pahunche, toh wahan unka ek alag hi roop dikha. Ek patrakar ne jab unse Bengal ki machhli ko lekar sawal pucha, toh unhone bade maze se jawab diya— "Bahut swadisht hai, aap bhi khaiye."