Bengal chunav me ab "Maas" (Meat) par maha-sangram shuru ho gaya hai! Himanta Biswa Sarma ne Mamta Banerjee ko lekar ek aisa bayaan diya hai jisne sabko hairan kar diya.
тАЛAssam CM Himanta Biswa Sarma ne Bengal ki ek rally me CM Mamta Banerjee par nishana sadhte hue kahaтАФ "Didi, main aapse 1 kilo zyada maas kha jaunga!" Unka ye bayaan unki 'Kattar Sanatani' chhavi ke beech ek naya vivad khada kar raha hai. Bengal me jahan machhli aur maas ek parampara hai, wahan Himanta ka ye andaz voters ko lubhane ki koshish hai ya kuch aur?