Surprise Me!

Vishnu ji ko Sudarshan Chakra kaise mila? 😳 Asli Kahani

2026-04-22 3 Dailymotion

Kya aap jaante hain Vishnu ji ko Sudarshan Chakra kaise mila?
Pauranik katha ke anusaar, devta haar rahe the aur daanavon ki shakti badh chuki thi. Tab Vishnu ji ne Lord Shiva ki kathor tapasya ki.
Jab ek kamal kam pad gaya, to Vishnu ji ne apni aankh arpit karne ka sankalp liya. Unki bhakti dekhkar Mahadev prasann hue aur diya Sudarshan Chakra.
Har Har Mahadev 🔱